Shohar Ko Kabu Karny Ka Aml-How To Get Husband Love

Shohar Ko Kabu Karny Ka Aml-How To Get Husband Love

 ﷽

Husband Love-Shohar Ko kabu Karna

Muhtaram nazreen aj man ap k liya aik khass wazifa lay kar aye hon jisay kar k ap apny shohar ko kabu kar sakti han usay apna bna sakti han.Aksar mire bhanain parishan rehti han kh un ka shohar un say har wakat larta rehta ha.
Husband love kisay nahe chahy hota.Har orat ke ya khahish hoti ha kh us ka shohar usi say love kary usi ko ahmiyat day.Usi per tawajo day or usi ke har bat manay.
Magr aksar okat ya khowb he reh jata ha ha k is kisam ka husband love melay.Jab aisa nahe hota tu kae ortain shohar ko kabu karny k liya tarha tarha kay jatun karti rehti han kh kisi tarha unko husband love mel jay or wo bhe apny gahr ke malika ban kar rahin jis man sirf or sirf un ke rajdhani ho.
Shohar Ko Apna Banany Ka Aml
Shohar Ko Apna Banany Ka Aml


Shohar Ke Napasandea Adatin

Kae bhanin ya shikayt karti han kh un k shohar bhot skhat ha or un per khamakha ke sakhti karta ha jis ke koe tuk nahe banti.
Un ka shohar na un ko kahin anay janay deta ha or na kisi ko ziyada apny ghar anay deta ha.Maslun agr bivi mikay janay ke bat karti ha tu shohar ko gosa lag jata ha.Agr bivi shoping karny ka khati ha tu shohar ko gosa lag jata ha.
Agar bivi kisi dost ya rishtydar ke khoshi ghami man shirkat karna chahti ha tu bhe shohar ko gosa lag jata ha.Or bhe bhot see kae wajohat ho skti han jo orton ko aksar pasand nahe atin kh un ka shohar aisa na kary.
Mira aj ka wazifa bhe ise topic per ha kh shohar ko kis tarha kabu kia jay or usay apna bniya jay.Yani husband love ko kis tarha hasil kia jay.

Shohar Ko Kabu Karnay K liya Us ke Ataat Karna

Mire piyare bhano sab say phaly tu ap nay is chez ka khyal rakhna ha kh agar ap apnay shohar ko kabu karna chati han tu apnay shohar ke ataat karin.Ataat karny ka mtlab ha kh shohar ke han man han melaiyin wo jasay kahy wasay karin.
Jab ap ya karin ge tu sakht say sakht shohar ka dill bhe naram per jay ga or wo ap per tawajo dany lag jay ga.Kun kh ap usay jab gosa karny ka mika he nahe dain ge tu kis tarha phr wo ap say gosay ho sakta ha.Kis trha wo ap k khelaf ho sakta ha.
Is tarha ap husband love yani shohar ko kabu kar sakti han kh wo phar ap ka dewana ho jay ga or ap ke har bat many ga.

Shohar Ke Pasand Na Pasand Ka Khyal Rakhna

Mire piyre bhano agr ap shohar ke pasand or na pasand ka khyal rakhin ge tu bhe ap apny husband k dill man otar kr us ko kabo kar sakti han.
Muslan agar ap k shohar ko khany man jo jo chez pasand ha ap us ke pasand ke chezin bna sakti han takky wo ap say khosh ho jay ga or is tarha ap us ko kabu kar sakti han.
Agr ap k shohar ko ap ke koe asi bat na pasnd ha jis ka wo har wakat ap ko khta rehta ha tu us ko chor dain tu is tarha bhe ap husband love hasil kar sakti han warna wo phar ap say naraz he rahy ga.
Magr jab ap apni wo adat tarq kar dati han jo ap k husband ko napasnd ha tu phr us k dill ap k liya soft ho jay ga or wo ap ke kadar karny lagy ga.

Shohar Ko Kabu Karny Ka Wazifa

Muhtaram bhano ab man ap ko bati hon kh wo kon sa aml ha jis ko karny k bad ap apny shohar ko kabu kar sakin ge.
Ap nay bas ya chota sa aml karna ha jis k bad ap ka shohar ap ka dewana ho jay ga.Phar wo har kisam ka gosa bhe khtam kar day ga or ap k mikay anay janay per bhe pabandi nahe lagay ga.Na he ap ko bilawaja dany ga inshAllah.
Tu mire bhano ap nay karna ya ha kh ap nay din man aik bar pani per dum kar k apny shohar ko pelana ha.
Dum karny ka tarika ya ha kh ap nay sb say phaly 3 bar Darood Abraheemi دورد ابراہیمی parhna ha.
Wazifa Shohar Ko Kabu Karna
Wazifa Shohar Ko Kabu Karna


Phar ap nay 3 bar Sorat Alkousar سورتہ الکوثر parhni ha phr ap nay 3 bar Sorat Fatiha سورتہ الفاتحہ parhni ha.Is k bad dobra 3 martba Darood Abraheemi دورد ابراہیمی parhna ha.
Ya sb parh kar ap nay pani per dum kar dena ha or ya pani ap nay apny shohar ko pela dena ha.Ya aml aik din man sirf aik bar karna ha.
Ap nay 7 dino tak ya mal karna ha yani ap nay 7 dino tak apnay shohar ko ya dum kia hova pani pelana ha.Is k bad ahista ahista ap ka shohar rahyras per ata jay ga or ap us ke muhabat ko hasil kar sakin ge.
How To Get Husband Love
How To Get Husband Love


Ap nay ya mal poray bharosay k sath karna ha kh is tarha karny say ap ka shohar ap kay tabay farman ho jay ga.Mire piyre bhano 5 wakat ke namaz ke pabandi lazmi kia karin.Or har namaz k bad apnay or apny shohar k haq man dua karti raha karin taky ap aik khoshhal azdawaji zindagi gozar sakin.
Allah Pak ap ko hamisha hasta muskarta or khosh rakhy Ameen.Ap ke Roohani Bibi.

Click Here:

Post a Comment

0 Comments